Wo baat kya karu jis ki khabr hi na ho,
Wo dua kya karu jis me asr hi na ho,
Kaise keh du tumhe lag jaye meri umar
Kya pata agle pal meri umar hi na ho…
Meri aarzoo mera makam tum ho,
Meri zindagi ki subah or sham tum ho,
Tum ho to sab kuch hai mere naseeb mein
Meri ibadat tum mera anjam tum ho,
Kaun kehta hai ki ishq mukammal Nahi hota
Mujhse mile zamane ke liye mera paigam tum ho..