Na jaane kha gaya wo jise dil mein basaya tha,
Na jaane kha gaya wo jise seene se lagaya tha,
Jindgi tanhaiyo mein gum ho gai hai meri oske intezar mein
Na jaane kha gaya wo jise apna banaya tha..
Unke pyar ko hum taraste rahe,
Har lamha onki yaad mein rote rahe,
Onko taras na aaya mere masoom dil par
Hum jitna onke paas jaate wo utna hi hum se door hote rahe..