Posted inWhatsapp Status

Broken Heart Very Sad Status In Hindi

Broken Heart Very Sad Status In Hindi For Whatsapp


Broken Heart Very Sad Status In Hindi

 

जितना मौत पर भरोसा है मुझको उतना तुम पे ऐतबार है,
देखते है पहले कौन आता है हमे दोनों का इंतज़ार है…

 

 

Mere ashk teri yaadon se rishta bana baithe hai,
Kambakkht jab bhi aate hai dono sath aate hai.

 

 

Tumhe jaana tha to yun hi chale jaate,
Kya mila hume dhokebaaz bata ke.

 

 

Apne hathon ki mehndi usse dikha kar roye,
Bebasi me kudart ka faisal usse hum suna ke roye.

 

 

Dhadak raha tha ache se dil hamara,
Kyon tooda ise kya bigada tha tumhara.

 

Read More: Broken Heart Two Line Sad Shayari Status

 

Ek hi khayal Rehta hai uski bewafai ke bad..

khudkushi kar lete hai kahi fir mohabbat na ho jaye…

 

 

Tujh pe to hum wese hi marte the

To kya jarurt thi kisi or ka ho kar hume maarne ki.

 

Love Sad Status in Hindi For Girlfriend Boyfriend

 

Kese bayan kare dard-e-dil,

Wo magruur shakhs the chal dilye kisi or ke ho kar.

 

 

Kuch ab is tarha hum waqt bita rahe hai,
Khamoshi se baith khamoshi se khud ko mita rahe hai.

 

 

Wo utar gaye the jara si baat se dil me humare,

Hume kya pata tha jara si baat se dil se bhi utar jayenge.

 

 

Aansu aa jate hai apni mohabbat kisi or ki hote dekh

jese dua hamari thi or qubool kisi or ki ho gai.

 

 

Toot ke bikhar gaye hum,

Jab mohabbat ne hi badi mohabbat se barbaad kar diya.

 

 

Toote dil ki aah tum nhi samjhoge,

Her baar maatam sar-e-aam nhi hota.

 

 

Read More: 2 Line Love Shayari For Gf Bf

 

 

Raat karwat lete lete beet jati hai,

Na aasu sone dete hai na yaad unki.

 

 

Kyo jara si baat se chhod dete hai daama

Wo jinhe paane ke liye umar beet jaati hai.

 

 

Har lamha jee rahe hai yaad mein unki,

Jisne beete kal ki tarha bhual diya humko.

 

 

Naa jane kis gunha ki saza di humko,

Kisi or ke ho kar labmi umar ki dua di hum ko.

 

 

Annkhone me meri ashko ka tufaan aa gaya,
Jab baat mohabbat ki hui …
Or uske labo par kisi or kaa naam aa gaya.

 

 

Mein mar jaun to use khabar naa hone dena,
Mashroof rehta hai wo kisi or ke sath
Uska samay barbaad naa hone dena.

 

 

Dil ko sikhana chaha par ye maana nhi,
Chala gaya wo chhod ke abhi tak isne jaana nhi.

 

 

Kaise bataye lamho ko kaise bitana pad raha hai,
Aanu liye aankho me dikhane ke liye muskurana pad raha hai.

Posted inLove Shayari

Pyar Ki Shayari | Latest Pyar Sms Shayari For Gf Bf

Pyar Bhari Shayari In Hindi For Girlfriend Boyfriend


Pyar Ki Shayari | Latest Pyar Sms Shayari For Gf Bf

 

1) Latest Pyar Bhari Shayari For Girlfriend

Kabhi alfaazo ko bhul jata hun,
Kabhi baato ko bhul jaata hun,
Tere pyar khota hun aise
Jate jate khud ko tere paas bhul jaata hun.

 

2) Romantic Hindi Shayari On Pyar

Tum nazron ko pad lo hamari,
Pyar tumse kitna hai lafzo me kya bataye,
Jo chiz dil se ki jaati hai
Usse tumhe shabdo me kya samjhaye.

 

Read More : Romantic Pyar Bhari Shayari For Lover

 

3) Pyar Ki Shayari For Girlfriend In Hindi

Pal bhar me tum chahat ban gaye,
Pal bhar me ho gaya pyar,
Kamal ka lamha tha wo
Jis lamhe me hua tha tera didar.

 

4) Best Pyar Ki Shayari For Boyfriend In Hindi

Zindagi jeene ki dua na do,
Bas pass aa jao mere,
Zindagi to khud be khud mil jayegi
Jab tum honge bhaon meri or hum honge pyar me tere.

 

5) Short Pyar Bhari Shayari For Gf Bf

Nasha tere pyar ka…
Jisme hum kho gaye,
Na jaane kab kaise
Sanam hum tere hi ho gaye.

 

Read More : Sacha Pyar Shayari Sms In Hindi

 

6) Hindi Pyar Bhari Love Shayari For Gf Bf

Tere didar se roshan hota hai,
Teri mehek se mehek jata hai jahan mera,
Pyar me tere khayalon me khoye rahte hai
Raaton ko bhi aata hai bas khwab tera.