Posted inFestivals Shayari

Romantic Makar Sankranti Shayari For Girlfriend Boyfriend

Romantic Makar Sankranti Shayari For Gf Bf With Image


Romantic Makar Sankranti Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

1) Romantic Makar Sankranti Shayari For Girlfriend

Patang udana to ek bahana hai,
Chhat par tujhse neno ko ladana hai,
Khamoshi se bas dekhna hai tum ko
Or mohabbat kitni hai, nazron se batana hai.

Happy Sankranti Jaan

 

2) Makar Sankranti Shayari For Boyfriend

Patang aaj tere sath udani hai,
Mohabbat sare aasmaan me lehrani hai,
Ankhon se aankhe mila kar
Dil ki baat aaj tujhe batani hai.

Happy Sankranti Dear

 

Read More: Happy Makar Sankranti Shayari Wishes Sms In Hindi

 

3) Makar Sankranti Love Shayari Sms

Paich lade aaj nazron ke,
Nazron nazron me aaj mohabbat ho jaye,
Is Sankranti par khwahish bas itna ho jaye,
Tum hamare…Or hum tumhare ho jaye.

Happy Makar Sankranti My Love

 

4) रोमांटिक मकर संक्रांति शायरी इन हिंदी फॉर गर्लफ्रेंड बॉयफ्रेंड

प्यार की पतंग आज आसमान में लहरानी है,
चाहत अपनी मुझे सारी दुनियाँ को दिखानी है
रहना है हर लम्हा मुझे तेरे साथ
तेरे साथ ही हर ख़ुशी मनानी है।

हैप्पी मकर संक्रांति

 

Read More: Romantic I love You Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

5) Romantic Makar Sankranti Sms Shayari In Hindi For Gf Bf

Bas tere sath hi Patan udana hai,
Apne hathon se tere hathon ko chhu jana hai,
Tum manao aane wali har sankranti bas mere sath hi
Is Sankranti par kuch aisa kar jaana hai.

Happy Makar Sankranti

Posted inSad Shayari

Dard Bhari Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

Dard Bhari Shayari For Gf Bf With Image


Dard Bhari Shayari For Girlfriend Boyfriend In Hindi

 

1) Latest Dard Bhari Shayari For Girlfriend

Dhadkane tham gai par jaan nhi jaa rahi hai,
Mere tadapte dil ki usko awaaj nhi aa rahi hai,
Mohabbat meri badi ajeeb hoti ja rahi hai
Hum bhul nhi pa rahe or usko hamari yaad nhi aa rahi hai.

 

2) Broken Heart Dard Bhari Shayari For Boyfriend

Teri yaadein hi bas tadpati hai,
Lamha Lamha mujhe satati hai,
Ishq to tune bhi kiya tha na mujhse
To fir kyo meri hi aankhe bas aansuo se bhar aati hai.

 

3) Painful Dard Bhari Shayari For Girlfriend Boyfriend

Behte aansuo ke sath tujhe hum yaad karte hai,
Tadapte hai rote hai fariyaad karte hai,
Jab se diya hai tumne inaam mohabbat ka hamari
Tab se khuda se khud ko mitane ki dua baar baar karte hai.

 

4) Hindi Dard Bhari Shayari Sms For Him Her

Kya tune mujhe chaha nhi tha,
Kya tune mujhe apna banaya nhi tha,
Kyo aaj mere akele ka dil toota
Kya tune dil lagaya nhi tha.

 

Read More: Best Sad Shayari In hindi | Dard Bhari Shayari For Gf Bf
Read More: Sad Dard Bhari Shayari Sms In Hindi

 

5) Best True Love Dard Bhari Shayari For Gf BF

Kyon mujhse tum dur jaana chahate ho,
Kyo mere haste labo ko rulana chahate ho,
Mar jayenge hum bin tumhare
Maaloom hai to kyo aazmana chahate ho.