Sad Dard Bhari Shayari Sms In Hindi

Sad Dard Bhari Shayari Sms In Hindi For Gf Bf


Sad Dard Bhari Shayari Sms In Hindi

1) Sad Dard Bhari Shayari In Hindi

Dard-e-dil ab dabaye kaha,
Is duniya ko chhod ab jaye kaha,
Kahi koi dekh na le aansu mere
Hum in aansuon ko chhupaye kaha..

2) Broken Heart Dard Bhari Shayari In Hindi For Bf

Bas ek shishe sa tha dil hamara,
Na jaane kis ke liye usse tood diya,
Jaha jarurt thi hame bas uski
Wohi aker osne sath chhod diya.

3) Very Sad Dard Bhari Shayari In Hindi For Gf

Ek hawa aayi tujh chhu ke,
Chhu gai mere zakhmo ko namak ban ke…
Chhupa li mein meri aankhen bas isliye,
Kai tujhe dekh koi aansu na aankho se chalke…

4) Painful Dard Bhari Shayari In Hindi

Ankhon me ek jalan alag hai,
Dil me ek tadap alag hai,
Katra katra toot rahe hai
Mere dard ki wajha kuch alag hai.

5) Dard Bhari Sms shayari In Hindi

Kya bataye dard ki dastaan tumko,
Kya bataye kya saza mili humko,
Aise hi nhi rooti aankhen meri
Kuch hai zakhm jo dil pe mile hai humko.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *