Posted inBirthday Shayari

Happy Birthday Shayari Wishes Sms In Hindi

Happy Birthday Shayari Wishes Sms For Lover Friend And Family


Happy Birthday Shayari Wishes Sms In Hindi

1) Birthday Sms Shayari In Hindi For Friend

Kya tumhe uphar bheje,
Kaho to khushiyon ki bahar bheje,
Tumhe mile kainaat ki har khushi
Ye dua hum khuda ko bar bar bheje.
Happy Birthday

 

2) Happy Birthday Shayari For Gf Bf

Rab ki rehmat aaj ho jaye,
Khushiyon se apki zindagi bhar jaye,
Ho jaye apki umar lambi
Chahe usme umar hamari bhi lag jaye.
Happy Birthday Sweetheart

 

3) Advance Birthday Shayari In Hindi

Janam janam har janam khushiya mile hazar,
Aap rahe itna khush jese khushiyon ki ayi ho bahar,
Koi kare apko wish is phele
Hamari taraf se janmdin mubarak ho yaar.

 

4) Birthday Wishes In Hindi For Family And Friends

खिल खिलाती सारी खुशियाँ दौड़ी चले आये,
आपके जीवन को जम जम के सजाये,
ना रहे आपका एक पल भी खाली
हर पल लाखों खुशियों से भर जाये…
जन्मदिन मुबारक हो

Read More: Latest Happy Birthday Wishes Sms In Hindi

5) Sweet Birthday Shayari In Hindi

Khuda se kari guzarish hai,
Humne bhi aj lagai ek sifarish hai,
Rahe apke jivan m khushiya humesha
Bas itni si hamari khwahish hai.

Posted inWhatsapp Status

Latest Sad Status In Hindi For Broken Heart

Latest Sad Status In Hindi With Image


Sad Alone Girl Sitting Near Sea Image

 

Chupaye to kese chupaye dard apna,
Zarre zarre ne dekha hai mujh rota tanha raato mein.

 

Saanson ka ruk jana waajib hota hai,
Jab apna apne hi nhi kisi or ke paas hota hai.

 

Silsila ye tanhai ka to ab chalta hi rahe ga,
Kabhakt ab mout aa jaye to sukun ajaye..

 

Unki yaade sham ke dayre ko is tarha badha det hai
Har lamha tadpati hai har lamha rulati hai..

 

Hum bunte rahe har pal rishte ke dhage pyar ke,
Wo aye or khe gaye dhago se bandhe rahna aadat nhi hamari..

Read More: Broken Heart Very Sad Status In Hindi  

बड़े ही शौक से तोडा उसने दिल हमारा,
बस ये कहे कर की अब इस की और जरूरत नही…

 

Ek khamoshi ke daur se guzar rahi hai zindagi,
Na koi chahne wala raha na baat karne wala…

 

Na mein bura the na wo buri thi,
Shayed nasib ka khel tha or kismat buri thi..

 

टूट जाते है कॉच की तरह वो लोग,
जो दिल किसी बेवफा दिल से लगा बैठते है.

 

Mumkin nhi shayed ye bata pana,
Ki teri mohabbat me bane hai ya toote hai hum.

 

Mere alfaz bhi aaj chupi bandh ke beth hai,
Khete hai bhari ankhon ke sath hum bole bhi to kya bole.

 

हज़ार बार रूठो गए हज़ार बार मना लेंगे,
कितनी मोहब्बत के साथ वो ये झूठ बोलते थे.

 

Toot ke usse chahana fir toot jana,
Bas itne me hi khatam ho gai mohabbat meri.

 

Bas itna sun ke aasu aa gaye meri aankho mein yakeen maano,
Jab wo khe gaye tumhari mohabbat tumhara dard tum hi jaano.