Khatu Shyam Shayari

Khatu Shyam Shayari In Hindi


Khatu Shyam Shayari In Hindi

 

1) Khatu Shyam Ji Shayari In Hindi

Shree shyam ka jaikara,
Sari vipda dur kar de,
Baba khatu shyam ji
Apka jeevan khushiyon se bhar de.

 

2) Jai Shree Shyam Shayari

Apar khushiyon ka ehsas hota hai,
Jab baba shyam ka didar hota hai,
Jai Shree shyam khete jao
Sare dukho ka vinash hota hai.

 

3) Khatu Shyam Baba Status Shayari

Sari Samasya dur hoti hai,
Baba ki kirpa bharpur hoti hai,
Baba khatu shyam ke darbar mein
Har dua manzoor hoti hai.

 

4) Best Baba Shyam Shayari

Shree shyam ka ek jaikara,
Hare ka sahara baba shyam hamara,
Kathinai bhara jeevan tha,
Jo baba ne hi Sanwara.

 

Check More: Radha Krishna Love Shayari

 

5) Khatu Shyam Shayari Quote In Hindi

Kya din kya raat hai,
Baba ke darbar ki alag hi baat hai,
Roop nirala mohak hai
Baba ke Darshan se hoti khushiyon ki barsat hai.

 

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *