Posted inDiwali Shayari

Diwali Shayari Sms Quotes For Friends In Hindi

Latest Diwali Shayari For Friend


Diwali Shayari Sms Quotes For Friends In Hindi

1) Diwali Shayari For Friends In Hindi

Is diwali sukh samridhi mile dost aapko,
Dil se khub dua mile aapko,
Hum mil paye ya nhi
Par khubsari khusiya mile aapko.

 

2) Happy Diwali Shayari Sms For Best Friend

Ae dost diwali fir aayi hai,
Is diwali ko bhi dosti ke naam kar de,
Udaan bhare rocket ki tarha unchi
Or dosti se roshan sara jahan kar de.

Happy Diwali My Friend

 

3) New Diwali Shayari On Yaari For Dost

Bas itni dua hai hamari,
Har diwali hum yaari mein banaye,
Jagmagate diyo ki roshni se
Dosti ko apni sajaye.

Happy Diwali Dost

 

Read More: Diwali Shayari Wishes Sms For Friends In Hindi

 

4) Diwali Wishes In Hindi For Friend

हो दिवाली खुशियों की शाम,
सारी मस्तियाँ यारी के नाम,
साथ बांट लेंगे हर पल को
और कर देंगे दिवाली दोस्ती के नाम.

 

5) New Diwali Shayari For Friends In Hindi

Diwali ho khushiyon ke sath,
Agar ho yaaro ki yaari ke sath,
Fir na phooljhadi na pathake ke sath
Diwali manegi dhamake ke sath.

Posted inSad Shayari

Dard Bhari Shayari In Hindi

Dard Bhari Shayari In Hindi With Image


Dard Bhari Shayari In Hindi

 

1) Dard Bhari Shayari On Dekh Kar Bhi Jab Wo

Dekh kar bhi jab wo anjaan ho chale jate hai,
Mujhe meri pehchan bata chale jate hai,
Jo kehte the mujhe jaisa or koi nhi duniya me khubsurat
Aaj wo sare aam mujhe tawayaf bata chale jate hai.

 

Read More: Best Sad Shayari For Gf BF

 

2) Sad Dard Bhari Shayari On Naa TootTa Dil Mera

Naa toot ta dil mera,
Naa aankhon se pani aya hota,
Muskurate hoth mere bhi aaj
Agar kisi se dil lagaya na hota.

 

3) Very Sad Two Line Dard Bhari Shayari Status

Bas isliye mein apne toote dil ki dastan nhi sunai,
Kahi ro na de aasman meine agar mujh par beeti sunai.

 

4) Hindi Dard Bhari Shayari On Koi Or Bhi Hai Unke Dil Me

Mohabbat me roz baatein hona jaruri nhi,
Bas isliye unhe pareshan nhi karte the,
Hume kya pata tha koi or bhi hai unke dil me
Jise wo humse bhi jyda pyar karte the.

 

5) Dard Bhari Shayari After dhokha

Khub samjhaya tha dil ko,
Kisi ko naa chaha itna bhi is tarha,
Ab chala gaya wo chhod ke to tut raha hai
Jaise gir ke toot ta hai kanch jis tarha.

 

6) Dard Bhari Shayari On Love

Lakh jakham khane ke baad bhi,
Unhe hum par aitbaar nhi,
Ek hum hi jante hai kya guzarti hai dil par
Jab wo kehte hai hume tumse pyar nhi.

 

7) Best Dard Bhari Shayari On Tanhai

Jab dekho tab chubhti hai tanhai,
Dard deti hai jab dil me sulagti hai tanhai,
Jab se gaya wo apna akela mujhe chhud kar.
Tab se bas mere sath baith kar roti hai tanhai.

 

8) Latest Dard Bhari Shayari Sms On Pyar Ki Saza

Pyar ki aaj wo saza de gaya,
Jise chaha khud se jada wo bewafai de gaya,
Jana hi tha use chhod ke to mout de jata
Kyo hume tanha tadapne ke liye sari zindagi de gaya.

 

9) Broken Heart Dard Bhari Shayari On Dard Dil Ka

Dard dil ka kaise bayan kare,
Wo hi nhi to jeene ki kya dua kare,
Ab khuda bula le mujhe apne paas
Kare to ab bas yhi dua kare.