Posted inDosti Shayari

Happy Friendship Day Shayari Sms In Hindi

Happy Friendship Day Shayari in Hindi: Best Wishes, Quotes & Status

Our exclusive collection of the best Friendship Day Shayari in Hindi is here to help you articulate those deep emotions. Dive into these heartwarming lines, perfect for showing your friends how much they mean to you.

 

Happy Friendship Day Shayari Sms In Hindi

 

1) Emotional Friendship Day Shayari

Bada hi ajeeb hota hai hai ye rishta dosti ka,
Dil ke behad karib hota hai ye rishta dosti ka,
Rehna asan nhi iske bina
Kuch itna aziz hota hai ye rishta dosti ka…

Happy Friendship Day Dear Friend

 

2) Heart-Touching Hindi Font Friendship Day Quotes

दोस्ती की हर एक को ज़रूरत होती है,
दोस्ती की है हर दिल पर हुकूमत होती है,
हम भी आप जैसे दोस्त की वजह से जी रहे है
वरना कहा आज कल इतनी ज़िन्दगी की ज़रूरत होती है।

हैप्पी फ्रेंडशिप डे

 

3) True Friendship Heart Touching Shayari SMS

Juda nhi hoti kabhi dosti dil se,
Har kisi pe ye kabhi fida nhi hoti,
Sachai ho to ye pyar ko piche chod deti hai
Kyoki sachi dosti kabhi bewafa nhi hoti.

 

4) Friends Forever: Best Dosti Shayari

Sirf naam nhi ek vishwas hoti hai dosti,
Zindagi ki raahon ki zarurt hoti hai dosti,
Sab chahe chhod de sath safar mein
Per har safar ke liye hazir hoti hai dosti.

Happy Friendship Day My Friend

 

5) Special Friendship Day Shayari for Girlfriend & Boyfriend

Ek dost ko dosti ka toffa nhi diya jata,
Kabhi dil ko dhadkne ko nhi kaha jata,
Dene ko to laker de do chaand
Per ek chand se dost ko kabhi Chand nhi diya jata.

Happy Friendship Day My Love

 

Read More: Friendship Day Shayari For Gf Bf

 

6) Deep Friendship Day Wishes in Hindi

Ese hi bhulai nhi jaati dosti,
Dil ki gehari mein tasvir banke basti hai dosti,
Dhundne chale ager koi rishta
To sab se pehle milti hai dosti…

 

7) Short Friendship Dosti Status for WhatsApp

Apni dosti apna jahan sara,
Iske liye to jaan apni kurbaan.

 

8) Latest Friendship Day Hindi Shayari

इस रिश्ते से बड़ी कोई चाहत नही,
सच्ची यारी से बड़ी कोई इबादत नही,
मिल गया हमे एक अच्छा दोस्त तेरे जैसा
बस इसलिए इस जिंदगी से कोई शिकायत नही.

 

Read More: Latest Dosti Shayari In Hindi

 

9) Lovely Friendship Day Messages & Wishes

एक दोस्त को दोस्त से मिलाया उस खुदा ने,
कितना अच्छा रिश्ता बनाया उस खुदा ने,
हम भी शुक्र गुज़ार है उस खुदा के
क्योकि हम दोनों को भी मिलाया उस खुदा ने।

हैप्पी फ्रेंडशिप डे !

 

10) Emotional Dosti Lines for Best Friends

Apne apke jazbaat samjh samjh lenge,
Humsafar apke ehsaas samjh lenge,
Par ek dost hi hote hai hatke sabse
Jo bin kahe apki har baat samjh lenge.

 

11) Best Hindi Shayari for Friends

हमसे ना छुपाना कोई बात दिल की,
हम पर हमारी दोस्ती पर भरोसा कर,
हम निभाएंगे हर लम्हा
साथ ज़िन्दगी के हर मोड़ पर।

 

12) True Happy Friendship Day Status

Mujhe sabe khas yaari teri,
Tere hone se hai zindagi pyari meri,
Tere hone se hai yaar zindagi mein mere khushiyan
Bin tere to ye zindagi bhi bekaari meri.

 

Read More: Friendship Day Shayari For Husband Wife

 

13) Forever Dosti Shayari in Hindi

Qurban teri dosti par
Mein saara jahan kar jaun,
Yaar teri khushi ke liye
To mein apni khusi qurban kar jaun.

Happy Friendship Day Yaar!

 

Check More: Friendship Anniversary Shayari Messages in Hindi

Posted inRomantic Shayari

150+ Best Romantic Love Shayari For Wife In Hindi

Best Romantic Love Shayari For Wife: Heart-Touching Love Sms Quotes In HIndi

Ek khubsurat rishte mein mohabbat ka izhaar karna bahut zaroori hota hai. Khususi taur par jab baat *Wife (biwi)* ki ho, toh kuch kahe-unkaha pyar unke din ko khaas bana sakta hai. Agar aap apne dil ki baat lafzon mein pirona chahte hain, toh hum aapke liye lekar aaye hain Latest Romantic Love Shayari For Wife ka behtareen collection.
In shayari ko aap WhatsApp status, Instagram captions, ya ek pyare se surprise message ke roop mein bhej sakte hain. Chaliye, shuru karte hain mohabbat ka ye safar.

 

Romantic Shayari For Wife

 

1) Romantic Love Shayari For Wife In Hindi

Teri choti choti manmaniyo ko maan,
Bepanha me tujhe pyar karunga,
Ju tu kahe gi din ko raat
Mein raat samjh ke aitbaar karunga.

 

2) 2 Line Short Romantic Shayari For Wife

Jo na mila tha ab tak zindagi gawa ke,
Wo sab mein paa liya ek tujhe paa kar.

 

Read More : Top Romantic Shayari For Husband In Hindi

 

3) Deep Heartfelt Shayari From Husband To Wife

Tu rahe mere sath rahe,
To meri na koi or chahat rahe,
Na hi mangu me fir kuch khuda se
Agar sari zindagi mere hath me tera hath rahe.

 

4) Emotional Wife Ke Liye Shayari Hindi

Jeena kya hai tumne hi samjhaya,
Khamosh hamare hothon ko tumne hasaya,
Hum to tanha chalte the sukhi zindagi ki us rahon par
Jise tumne aa kar pyar ke phoolo se sajaya.

 

5) Soulful Shayari For Wife: Meri Dhadkan Bas Tum Ho

Meri aankho ka khwab bas tum ho,
Mere dil ka armaan bas tum ho,
Jeete hai hum bas tumhare sahare
Kyoki ager mein dil ho tu meri dhadkan bas tum ho.

 

6) Bepanaha Mohabbat: Best Hindi Romantic Shayari

Bepanaha mohabbat tum se milkar hoi,
Is mere dil ko khushi tum se mil kar hoi,
Paya sab kuch duniya mein maine
Pr jeene mein khushi tumse mile kar hoi.

 

7) Very Romantic Shayari For Wife From Heart

Jab se aye ho tum meri jindgi mein,
Hume khushi bepanha mili hai,
Tumse pa kar mohabbat had se jada
Hume jeene ki wajha mili hai.

 

8) Special Romantic Shayari For Wife On Tujh palkon pe beetha ke

Tujh palkon pe beetha ke rakhon mein,
kar ke had se jada pyar seene se laga ke rakhon mein,
Behad keemti ho tum mere liye
Tumhe dil mein chupa ke apni jaan bana ke rakhon mein.

 

Read More : Best Romantic Shayari For Wife

9) Long Romantic Love Shayari For Wife

Jo chahi thi mohabbat,
Wo mohabbat di hai tumne.

Tham ke hath jindgi mein mera,
Bepanha khushi di hai tumne.

Mujh pe luta ke pyar apna,
Ek pyar bhari jindgi di hai tumne.

 

10) Sweet Short Romantic Shayari For Wife

Dhadkan meri Tumse hai,
aashiqui meri tumse hai,
bataye to kese bataye tum ko
Meri jindgi meri saanse tumse hai.