Tag: Pyar Bhari

Hindi Romantic Shayari For Girlfriend

Hindi Romantic Shayari For Girlfriend With Image


Latest Hindi Romantic Shayari For Girlfriend

 

1) Hindi Romantic Shayari For Gf On Izhaar Karne Do Jara

Batane ko jo bekarar hai wo bat batane do jara,
Mohabbat ka ikrar hume karne do jara,
Rakhenege tumhe apni jindgi apni jaan bana kar
Bas pyar ka izhaar karne do jara.

 

2) Romantic Shayari On Mein chahta hoon Specially For Gf

Aankho ki gehrai mein teri kho jana chahta hoon,
Aaj tujh bahon mein lekar so jana chahta hoon,
Tood kar hade mein aaj sari
Aapna tujh banana lena chahta hoon..

 

3) Romantic Hindi Shayari Sms On Tum Ho

Meri har khwahish tum ho,
Meri chahat mera pyar tum ho,
Tum samjh na pao shayed is baat ko
Par meri jindgi mere jeene ki wajha tum ho.

 

4) Real Romantic Sms Shayari For Girlfriend

Ek chahat hai meri tumse pyari bat ho,
Jara jara khamosh ho or lambi rat ho,
Or fir os raat yhi batate rahe tum ko
Ki tum meri jindgi meri kainat ho.

 

5) Lovely Romantic Shayari For Cute Girlfriend

Pyari teri bate mujh hasa deti hai,
Tujh se dooriya mujh saza deti hai,
Roshni banke aayi hai tu meri jindgi mein
Teri chahat teri wafa bata deti hai.

 

Read More:

Best Romantic Shayari For Gf

 

6) Romantic Shayari on Chahat tum se hai For Gf

Meri jindgi tum se hai,
Itni mohabbat tum se hai,
Mangte rehte hai roj khuda se tum ko
Mujh itni chahat tum se..

 

7) Very Very Romantic Shayari For Gf

Bahon me chupa ke rakhu tujhko,
Seene se laga ke rakhu tujhko.

Aao tum khawabo mein mere,
Or mein khawabo me sajsa ke rakhu tujhko.

Jo hoti hai na kabhi khatam mohabbat,
Wesi mohabbat apni bana ke rakhu tujhko.

 

8) Romantic shayari On Adaon Se Teri Mohabbat Hai

Adaon se teri mohabbat hai,
Nigahon se teri mohabbat hai.

Tere hone se hi khush hai hum,
Itni tere ehsas se mohabbat hai.

Bas samjh nhi aata bataon kese tujhko,
Mohabbat hai or kitni mohabbat hai tujh se.

 

9) Romantic Shayari For Gf On Meri Dhadkan Tujh Se Hai

Meri dhadkan tujh se hai,
Meri saanse tujh se hai,
Tere liye lad jao duniya se mein
Itni aashiqui tujh se hai…

I Love You Jaan

 

10) Romantic Shayari For On Dil Se Tujh Apne Laga Loon

Dil se tujh apne laga loon,
Aa sanam tujh apna bana loon,
Kahi mujh ho na jaye deri
Aa tujh tujhse hi chura loon..

 

Love Status In Hindi For Girlfriend

11) Hindi Romantic Shayari Quote On Tere khayalon Mein

Tere khayalon mein khoya kuch aisa ho,
Ki sab kuch bhul jata hoo or pata nhi chalta,
Ki meri saanso se mein ho
Ya tere hone se meri saanse.

 

Read More : New Hindi Love Shayari For Gf BF

12) Best Romantic Shayari For Gf BF

Zarre zarre ko aftab hum kar denge,
Phool ko le kar hath me gulaab hum kar denge,
Lamhe bhar bhi naa rahe sako gaye tum bin hamare
Mohabbat me apni itna tumhe kharab hum kar denge.

 

13) New Love Romantic Shayari For Girlfriend Boyfriend

Chahat apni hum tumhe bata nhi pa rahe,
Himmat tumhare karib aane ki hum jutaa nhi pa rahe,
Kash tum pehchan lo dur se hi
Hamari wo mohabbat jo hum hothon tak laa nhi paa rahe.

 

14) Love Shayari In Hindi For Girlfriend

Apni bahon me chupa mujhko le,
Seene se laga kar apna hi hissa bana mujhko le,
Chaha kar bhi kabhi dur naa jaa apun mein tujhse
Koi aise prem bandhan me bandh tu mujhko le.

 

Read More: So Romantic Shayari For Girlfriend

 

15) Love Quotes In Hindi For Girlfriend

Labo ko apne khamosh rakh kar,
Ye jo tum sharart kar jate ho,
Dil mera ghayal ho jata hai
Jab apni ankhon se tum keh jate ho.

 

Hindi Romantic Shayari For Girlfriend

 

16) Romantic Love Shayari For Girlfriend

Teri har pareshani ko mein khud main utar lun,
Teri chahat me apni zindagi sanwar lun,
Lamhe bhar ki mulakat bhi gar tujhse ho jaye,
To sari umar me apni us mulakat me guzar lun.

 

17) I Love You Shayari In Hindi For Girlfriend

Khud se jyada zarurt teri har bar rehti hai,
Didar ko tere nazrein meri bekraar rehti hai,
Ab or na chup payegi humse sanam
Wo mohabbat jo dil tere liye beshumar rehti hai.

I Love You Jaan

Read More: Romantic I love You Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

18) Bepanah Mohabbat Shayari

Ae khuda itni si guzarish meri puri kar de,
Mohabbat ka meri aaj fisal kar de,
Usse mera or mujhe uska kar de
Ya mohabbat me aaj mujhe fana kar de.

 

19) Love Status In Hindi For Girlfriend

Labon ko labon se tu takra jane de,
Do tanha jismo ko sanam aaj ek ho jane de.

 

20) Romantic Two Line Shayari For Girlfriend

मेरा हर लम्हा ज़िन्दगी का संवर जाये,
अगर तेरे साथ प्यार में गुज़र जाये।

 

21) Cute Romantic Love Sms In Hindi For Gf

Chhoti nhi thodi badi chahat hai hamari,
Bas sath tumhare rehne ki khwahish hai hamari,
Zindagi ke har mod par sath tumhara nibhayenge
Bas qubool kar lo tum mohabbat hamari.

 

22) Romantic Sms In Hindi For Girlfriend

Sari duniya ruth jaye chalega,
Par tera ruthna nhi,
Bin duniya ke zindagi guzaar lenge hum
Par bin tere nhi…

 

23) True Love Shayari In Hindi For Gf

Mein khwahishon ki bandish main nhi bandha,
Na meri koi chahat jyada hai,
Jeene ke liye mujhe bas ek teri zarurt
Khud ki zindagi se bhi jyada hai.

 

24) First Love Shayari For Girlfriend in Hindi

Esa mehsus kabhi hua na tha,
Dil mera…Mera ho kar bhi mera na tha,
Na jane kis had tak chhada tha
Tera khumar jo utar na rha tha.

 

Happy Friendship Day Shayari Sms In Hindi

Happy Friendship Day Shayari Sms Wishes With Image


Happy Friendship Day Shayari Sms In Hindi

 

1) Happy Friendship Day Shayari In Hindi

Bada hi ajeeb hota hai hai ye rishta dosti ka,
Dil ke behad karib hota hai ye rishta dosti ka,
Rehna asan nhi iske bina
Kuch itna aziz hota hai ye rishta dosti ka…

Happy Friendship Day Dear Friend

 

2) Friendship Day Shayari In Hindi Font

दोस्ती की हर एक को ज़रूरत होती है,
दोस्ती की है हर दिल पर हुकूमत होती है,
हम भी आप जैसे दोस्त की वजह से जी रहे है
वरना कहा आज कल इतनी ज़िन्दगी की ज़रूरत होती है।

हैप्पी फ्रेंडशिप डे

 

3) Heart Touching Friendship Shayari Sms In Hindi

Juda nhi hoti kabhi dosti dil se,
Har kisi pe ye kabhi fida nhi hoti,
Sachai ho to ye pyar ko piche chod deti hai
Kyoki sachi dosti kabhi bewafa nhi hoti.

 

4) Best Friendship Day Shayari For Friend

Sirf naam nhi ek vishwas hoti hai dosti,
Zindagi ki raahon ki zarurt hoti hai dosti,
Sab chahe chhod de sath safar mein
Per har safar ke liye hazir hoti hai dosti.

Happy Friendship Day My Friend

 

5) Friendship Day Shayari For Girlfriend Boyfriend

Ek dost ko dosti ka toffa nhi diya jata,
Kabhi dil ko dhadkne ko nhi kaha jata,
Dene ko to laker de do chaand
Per ek chand se dost ko kabhi Chand nhi diya jata.

Happy Friendship Day My Love

 

Read More: Friendship Day Shayari For Gf Bf

 

6) Friendship Day Wishes Sms In Hindi

Ese hi bhulai nhi jaati dosti,
Dil ki gehari mein tasvir banke basti hai dosti,
Dhundne chale ager koi rishta
To sab se pehle milti hai dosti…

 

7) Dosti Friendship Status In Hindi

Apni dosti apna jahan sara,
Iske liye to jaan apni kurbaan.

 

8) Friendship Day Shayari 2022 In Hindi Font

इस रिश्ते से बड़ी कोई चाहत नही,
सच्ची यारी से बड़ी कोई इबादत नही,
मिल गया हमे एक अच्छा दोस्त तेरे जैसा
बस इसलिए इस जिंदगी से कोई शिकायत नही.

 

Read More: Latest Dosti Shayari In Hindi

 

9) Friendship Day Shayari In Hindi Language

एक दोस्त को दोस्त से मिलाया उस खुदा ने,
कितना अच्छा रिश्ता बनाया उस खुदा ने,
हम भी शुक्र गुज़ार है उस खुदा के
क्योकि हम दोनों को भी मिलाया उस खुदा ने।

हैप्पी फ्रेंडशिप डे !

 

10) Latest Friendship Day Shayari On Dost-Dosti

Apne apke jazbaat samjh samjh lenge,
Humsafar apke ehsaas samjh lenge,
Par ek dost hi hote hai hatke sabse
Jo bin kahe apki har baat samjh lenge.

 

11) फ्रेंडशिप डे शायरी

हमसे ना छुपाना कोई बात दिल की,
हम पर हमारी दोस्ती पर भरोसा कर,
हम निभाएंगे हर लम्हा
साथ ज़िन्दगी के हर मोड़ पर।

 

12) Happy Friendship Day Shayari

Mujhe sabe khas yaari teri,
Tere hone se hai zindagi pyari meri,
Tere hone se hai yaar zindagi mein mere khushiyan
Bin tere to ye zindagi bhi bekaari meri.

 

Read More: Friendship Day Shayari For Husband Wife

 

12) Friendship Day Dosti Shayari

Qurban teri dosti par
Mein saara jahan kar jaun,
Yaar teri khushi ke liye
To mein apni khusi qurban kar jaun.

Happy Friendship Day Yaar