Very Romantic Shayari Sms For Bf

Very Romantic Shayari Sms For Bf-Gf with Image


Very Romantic Shayari
1) Romantic Shayari Sms For Bf On Teri Ankhon Mein

Teri ankhon mein doob jana chahu mein aaj,
Tere dil mein utar jana chahu mein aaj,
Jin hawao mein teri sanso ki mehak hai
Or hawao me mein kho jana chahu mein aaj.

2) Very Romantic Shayari For Gf

Saadgi ko tumhari niharne ko ji chahta hai,
Khud ki jaan tujh pe lutane ko ji chahta hai,
Ek khubsurat shayari ho tum
Tumhe apni juban pe lane ko ji chahta hai.

3) Hindi Romantic Shayari Specially for Girlfriend

Is kadar usse pyar karta jau,
Wo mujh dekh ker mu mud le per mein dekhta jau,
Ager wo jid kare dur hone ki
To jitna wo dur ho mein otna unke paas hota jau.

4) Short Romantic Shayari For Bf On Banalo Mujh Ko

Apna saya bana lo mujh ko,
Apne dil se laga lo mujh ko,
Hame bas teri hi khwahish hai
Aaj apna bana lo mujh ko.

5) Romantic Sms Shayari For Bf

Mil jane ki tum me chahte hai,
Dil lagan ki tumse chahte hai,
Bhar kar tumhe bahon mein apni
Apna ki banana chahte hai.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *