Heart-Touching Sad Diwali Shayari in Hindi
Diwali is traditionally known as the festival of lights, joy, and togetherness. But when you are nursing a broken heart or missing someone special, the shimmering lights and celebrations can feel deeply lonely. If you are searching for words to express your silent pain, loneliness, and painful memories yaad, you are in the right place. Below is a curated collection of Sad Diwali Shayari in Hindi capturing the essence of heartbreak, unrequited love, and tears hidden behind festive smiles. Whether you want to update your WhatsApp status or share a painful SMS, these verses speak the language of a sorrowful soul.
1) Sad Diwali Shayari in Hindi On Yaad
Tumhare Lout aane ki fariyad karte hai hum,
Tanhaiyon se baat karte hai hum,
Shayed tum bhool gaye hume
Par aaj bhi har diwali diya jala kar tumhe yaad karte hai hum..
2) Very Sad Diwali Shayari On Mohabbat & Heartbreak
Lo aansuon ka diya jala diya humne,
Teri yaadon ko khud me se mita diya humne,
Jo tere liye mohabbat ubhar aati thi bar bar dil mere
Usse dil ki gehrai me dafna diya humne.
3) Hindi Sad Deepavali Quotes From a Broken Heart
Toote dil ke sath diye jalaye kaise,
Aansu se bhari aankho ke sath muskuraye kaise,
Jo hume bhula kisi or ka ho gaya is diwali
Bhala hum usse bhulaye kaise…
4) Emotional Diwali Shayari Message: Wajha Na Pucho
Wajha na pucho khushi na banane ki,
Khamosh rahe kar aansu bahane ki,
Ek roz aisi hi diwali pe chhod chale gaye the wo
Jo the sirf wajha mere muskurane ki…
Read More: Sad Diwali Shayari Sms In Hindi For Gf Bf
5) Sad Diwali Shayari in Hindi Font
दर्द के दिए जल रहे है,
आँखों में आंसू पल रहे है,
गिराकर हमे तन्हाई से भरी ज़िन्दगी में
सुना है वो किसी और के साथ ख़ुशी की राह चल रहे है.

6) Sad Diwali Status in Hindi Font
बिन तेरे दिवाली भी तो क्या दिवाली,
तनहाईयाँ सजी है मेरे चारो और
और आँखे नही होती आंसुओ से खाली..
7) Dard Bhari Diwali Shayari for Lost Love
Aanuso se bhar gaya diya jalane se phele,
Toot gaya dil khushiyan manane se phele,
Jis se karna tha izhaar hume mohabbat ka
Wo ho gaya aaj kisi or ka hamara ho jane se phele.
8) Broken Heart Sad Diwali Shayari & Poems
Toote dil ke sath kaise muskuraye,
Dard ke sath kaise diwali manaye,
Kash pighal jaye hum bhi jalte mom ki tarha
Or kahi dur is duniya se chale jaye.
~Lovejeet Singh
9) Very Heart Touching Diwali Sad Shayari
Badi khamosh si hi hoti hai diwali meri,
Jis par chaha kar bhi mere lab muskurate hi nhi,
Ek us shaks ke chale jane ke baad se hi
Hum kabi diwali manate hi nhi.
Check More: