Posted inDiwali Shayari

Diwali Very Sad Sms Shayari In Hindi

Heart-Touching Sad Diwali Shayari in Hindi

Diwali is traditionally known as the festival of lights, joy, and togetherness. But when you are nursing a broken heart or missing someone special, the shimmering lights and celebrations can feel deeply lonely. If you are searching for words to express your silent pain, loneliness, and painful memories yaad, you are in the right place. Below is a curated collection of Sad Diwali Shayari in Hindi capturing the essence of heartbreak, unrequited love, and tears hidden behind festive smiles. Whether you want to update your WhatsApp status or share a painful SMS, these verses speak the language of a sorrowful soul.

 

Heart-Touching Sad Diwali Shayari in Hindi

 

1) Sad Diwali Shayari in Hindi On Yaad

Tumhare Lout aane ki fariyad karte hai hum,
Tanhaiyon se baat karte hai hum,
Shayed tum bhool gaye hume
Par aaj bhi har diwali diya jala kar tumhe yaad karte hai hum..

 

2) Very Sad Diwali Shayari On Mohabbat & Heartbreak

Lo aansuon ka diya jala diya humne,
Teri yaadon ko khud me se mita diya humne,
Jo tere liye mohabbat ubhar aati thi bar bar dil mere
Usse dil ki gehrai me dafna diya humne.

 

3) Hindi Sad Deepavali Quotes From a Broken Heart

Toote dil ke sath diye jalaye kaise,
Aansu se bhari aankho ke sath muskuraye kaise,
Jo hume bhula kisi or ka ho gaya is diwali
Bhala hum usse bhulaye kaise…

 

4) Emotional Diwali Shayari Message: Wajha Na Pucho

Wajha na pucho khushi na banane ki,
Khamosh rahe kar aansu bahane ki,
Ek roz aisi hi diwali pe chhod chale gaye the wo
Jo the sirf wajha mere muskurane ki…

 

 

Read More: Sad Diwali Shayari Sms In Hindi For Gf Bf

 

5) Sad Diwali Shayari in Hindi Font

दर्द के दिए जल रहे है,
आँखों में आंसू पल रहे है,
गिराकर हमे तन्हाई से भरी ज़िन्दगी में
सुना है वो किसी और के साथ ख़ुशी की राह चल रहे है.

 

Sad Diwali Shayari

 

6) Sad Diwali Status in Hindi Font

बिन तेरे दिवाली भी तो क्या दिवाली,
तनहाईयाँ सजी है मेरे चारो और
और आँखे नही होती आंसुओ से खाली..

 

7) Dard Bhari Diwali Shayari for Lost Love

Aanuso se bhar gaya diya jalane se phele,
Toot gaya dil khushiyan manane se phele,
Jis se karna tha izhaar hume mohabbat ka
Wo ho gaya aaj kisi or ka hamara ho jane se phele.

 

8) Broken Heart Sad Diwali Shayari & Poems

Toote dil ke sath kaise muskuraye,
Dard ke sath kaise diwali manaye,
Kash pighal jaye hum bhi jalte mom ki tarha
Or kahi dur is duniya se chale jaye.
~Lovejeet Singh

 

9) Very Heart Touching Diwali Sad Shayari

Badi khamosh si hi hoti hai diwali meri,
Jis par chaha kar bhi mere lab muskurate hi nhi,
Ek us shaks ke chale jane ke baad se hi
Hum kabi diwali manate hi nhi.

 

Check More:

 

Posted inRomantic Shayari

100+ Romantic Miss You Shayari in Hindi for Girlfriend Boyfriend

100+ Romantic Miss You Shayari in Hindi | Yaad Status for Girlfriend Boyfriend

Are you searching for the most romantic Miss You Shayari in Hindi to express how much you miss your girlfriend or boyfriend? A heartfelt Yaad Shayari or a sweet Miss You SMS is the perfect way to bridge the distance and let your love know they are constantly on your mind.
We present the Ultimate Collection of Romantic Miss You Shayari for GF/BF. Use these emotional messages as your WhatsApp Yaad Status, Instagram captions, or as a direct Miss You My Love text to make your partner feel cherished, even when you’re miles apart!

 

 

Romantic Miss You Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

1) Very Romantic Miss You Shayari In Hindi for Jaan

Naa subha naa sham ka khayal rehta hai,
Rehta hai to sirf ek tera khayal rehta hai,
Jab bhi didar karte hai teri tasveer ka
Dil mera miss you miss you yaar kehta hai.
I Miss You Jaan

 

2) Sweet Miss You Love Shayari for Girlfriend & Boyfriend

Ajeeb shararat karne laga hai dil,
Bas tujhe yaad kar kar ke dhadkne laga hai dil,
Sanam aao jaldi chale aao
Bas yhi lafz khene laga hai dil.

 

3) Emotional Miss You Shayari In Hindi for GF

Khud se jada tere liye dhadkta hai,
Dil kuch itna tujhe yaad karta hai,
Baar baar kho kar tere hi khayalon me
Khud me hi gungunata hai khud se hi baat karta hai.

 

4) Pyaar Bhari Best Romantic Miss You SMS for BF

Naa jane hum ye kya kar baithe,
Saanso se jada zaruri tumhe bana baithe,
Bin tumhare ek lamha na guzre
Itna tumse dil hum laga baithe.
I Miss You Jaanu

 

Read More: Latest Sad Yaad Shayari Sms In Hindi

 

5) Miss You Romantic Status Shayari for Love

Bahon me tumhari yaad liye baith hai,
Jaldi se tum bhi chale aao,
Katra bhar bhi duri na ho dono ke darmiyan
Kuch is tarha mujhe seene se lagao.
Miss You Sweetheart

 

Romantic Miss You Shayari For Gf Bf, Romantic Miss You Image

 

6) Heart-Touching Miss You Lines for Girlfriend

Kabhi na khatam hone wali,
Dil ki jese koi baat hoti hai,
Hum yuhi khoye nhi rehte
Sab ki wajha teri yaad hoti hai.

 

7) Best Miss You Messages For Boyfriend In Hindi

Pass hote ho to tum satate ho,
Dur hote ho to satati hai yaadein tumhari,
Har koi samjh jata hai kaha khoye hai hum
Jab mehfilo mein nhi thamti hichkiyan hamari.

 

Read More: Love Shayari For Girlfriend Boyfriend

 

8) Romantic Yaad Shayari for Gf Bf In Hindi

Teri yaadon mein kho jana acha lagta hai,
Tujhe sochan tera ho jana acha lagta hai,
Tum se sach mein nhi to sapno mein mulakat hogi
Bas is hi chaha meine jaldi so jana acha lagta hai.

 

9) Sweet Romantic Miss You Status In Hindi for GF BF

Teri yaadon ka itna aana hota hai,
Ki hum hum me nhi tujhme khoye rehte hai,
Band ankhen hoti hai or tere khayal hote hai
Or logo ko lagta hai hum soye rehte hai.

 

10) Miss You My Love Shayari In Hindi

Tere khayalon ka to hisaab rakh nhi pate,
Teri yaadein bhi behisaab aati hai,
Tere se ek pal ki duri bhi
Arse ke jaise tadpati hai.

Miss You My Love!