Husn Shayari, Husn Sms Status In Hindi

Latest Husn Shayari Sms With Image


Husn Shayari,Husn Sms Status In Hindi

1) Best Husn Shayari In Hindi

Nazar bhar ke dekhne do,
Husn uska qayamat wala,
Ae khuda de de mujhe uski bhaon me qaid
Or naa ane dena fir koi din zamanat wala.

 

2) Short Husn Shayari On Husn Tera Kamaa

Husn tera kamaal hai lajawab hai,
Jis khwab me aa jaya wo khwab Khubsurt khwab hai.

 

3) Husn Ki Tareef  Shayari In Hindi

Badi fursat se husn uska tarasha hai,
Jagha jagha se kasa kasa sa hai,
Har koshish nakam hogi usko andekha karne ki
Jo husn khubsurti se bhar bhar sa hai.

 

Read More : Tareef Shayari For Girlfriend

 

4) 2 Line Husn Shayari Status In Hindi

Meri nigahen bar bar akar ruk jati hai
Uske Husn E Deedar se na jane kyo yhe tham jati hai.

 

5) Hindi Shayari Sms On Husn

Ek husn ki khatir mein,
apna sab kuch thukra diya,
Or kamal-e-husn ne yhi silsila
zindagi me meri dohra diya.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *