Heart-Touching Sad Good Night Shayari in Hindi | Dard Bhari Raat Status for GF/BF
The night often brings silence, and with silence comes the haunting memory of lost love. Are you looking for the most Sad Good Night Shayari in Hindi to express your broken heart? The deep sorrow of separation is often intensified in the lonely hours of the night. Sharing a Dard Bhari Good Night Shayari is a way to acknowledge the pain and let your inner feelings out.
This is the ultimate, updated collection of Sad Good Night Status for Him/Her and Yaad Bhari Raat Shayari for 2025. Use these emotional messages as your WhatsApp Status, Instagram Story, or send a heartbreaking Good Night Sad SMS to share the depth of your solitude.
1) Very Sad Good Night Shayari for GF BF | Yaad Bhari Raat
Teri yaad mein doobe rahe ham,
Sari raat khud se ruthe rahe ham,
Dekha sab ne hame muskurate hue
Per ander ander hi se tootte rahe ham.
2) Emotional Sad Yaad Bhari Raat Shayari
Her raat hum kuch alfaaz likhte lete hai,
Beete hue kal ke kuch khayal likhte lete hai,
Teri yaad mein chalti hai raat hamari
Or Sari raat hum toote dil se apne jazbat likh lete hai.
3) Emotional Sad Yaad Bhari Raat Shayari
Har raat tanhaiyo mein ghir jate hai hum,
Or aansu aa jate hai teri yaad mein,
Raat dhalti rahti hai khamoshi se
Or hum tootte rehte hai tere intezar mein.
4) Long Good Night Sad Shayari for Broken Hearts
khwahishein meri jalti rahi,
Raat teri yad mein dhalti rahi.
Nigaahein intezaar karti rahi,
Or becheniya meri badti rahi.
Or is trha thak gai meri aankhe,
Kabhi band hoti to kabhi teri yaad mein khulti rahi.
5) Long Good Night Sad Shayari for Broken Hearts
Tanha raat me tanha rehte hai,
Bas aansu hai jo har lamha sath rehte hai,
Koshish karte hai raat inhe rokne ki
Par yh hai ki bas bahte rehte hai.
Read More: Sad Good Night Poem In Hindi
Hindi Good Night Sad Shayari With Image

6) Painful Good Night Sad Shayari
Haar raat teri yaad chale aati hai,
Tere sath beeta har lamha batati hai,
Har bar ki tarha toote dil me uthta hai dard
Or har bar ki tarha raat aansuo me beet jati hai.
7) Short Sad Good Night Status for WhatsApp
Tanha raatein ab kaatne ko aati hai,
Bin tere zindagi ab jee nhi jati hai.
8) Dard Bhari Good Night Shayari in Hindi Font
रात तन्हा है दर्द के साथ,
उसकी यादो के सिवा कुछ नही है मेरे पास,
चला गया कब का छोड़ के जाने वाला,
पर दिल को अभी है उसके लौट आने की आस।
9) Dard Bhari Good Night Shayari For Girlfriend Boyfriend
Aansuon ko apne takiye se chupa lete hai,
Sari raat hum aise hi bita lete hai,
Jab koi aa kar puch bhi leta hai haal hamara,
Jhuti hasi ke sath sab thik khe kar,hum Muskura lete hai.
10) Heartbreaking Very Sad Good Night Shayari
Har raat jhuti tasali dete hai,
Dil ko apne uske lout aane ki baat kehte hai,
Ander hi ander jaante hai wo bhula chuka hai humko
Par aaj bhi ek chhoti si umeed liye hum jeete hai.
11) Feel Sad Good Night Shayari Form Broken Heart
Pura din muskura lete hai,
Raato ko tanhaiyon mein aansu bha lete hai,
Toota hua dil apna hum seene meine lekar
Sara din yun hi bitaa lete hai.
12) Sad Love Good Night Shayari
Hum hamara dard or aankhon ke aansu,
Roz raat sath bitaate hai,
Koshis karte hai jin yaadon ko roz bhulane ki
Unme hi or doobte jate hai.
Check More:

